menu-iconlogo
logo

Mera Mann Kyon Tumhe Chahe

logo
Paroles

He he he.. he..ee...

Ha.. ha ha aa aa...

La la la aa aa aa...

La la la.. la aa aa aa...

Mera mann...

Kyon tumhe chaahe..mera mann...

Na jaane..

Jud gaya kaise.. yeh bandhan...

Mera mann...

Kyon tumhe chaahe.. mera mann...

Na jaane..

Jud gaya kaise.. yeh bandhan...

Kaisi yeh deewaangi

Kaisa yeh deewaana pan...

Mera mann...

Kyon tumhe chahe.. mera mann...

Main deewani ban gayi..

Tum ne aisa kya kiya

Meri neenden loot li..

Chain bhi mera liya

Mera dil meri jaan ho

Tum abhi naadan ho

Ishq se anjaan ho...

Mera mann...

Kyon tumhe chaahe.. mera mann...

Pyaar kahte hai kisse..

Hota hai yeh dard kya

Aaj pehli baar yeh..

Maine jaana dilruba

Jaagi jaagi so gayi

Kis jahan mein kho gayi

Kya se kya mein ho gayi...

Mera mann..

Kyon tumhe chaahe.. mera mann...

Na jaane...

Jur gaya kaise.. yeh bandhan...

Kaisi yeh deewaangi

Kaisa yeh deewaana pan...

Mera mann...

Kyon tumhe chaahe.. mera mann..

Mera mann..

Haan.. mera mann

Mera Mann Kyon Tumhe Chahe par Udit Narayan - Paroles et Couvertures