Hmmm hmmm
Tujhse naaraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main
Tere masum sawaalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main
Tujhse naaraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Hairaan hoo mai
Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalne honge
Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalne honge
Muskuraaye toh muskuraane ke
Karz utarne honge
Muskuraaun kabhi toh lagta hai
Jaise hothon pe karz rakha hai
Tujhse naaraz nahi zindagi
Hairan hoon main
Ho hairaan hoon main
Tere bina zindagi se koi
Shikwa to nahin
Shikwa nahin
Shikwa nahin
Shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin
Zindagi to nahin
Zindagi nahin
Zindagi nahin
Zindagi nahin
Tere bina zindagi se koi
Shikwaa
Kaash aisa ho tere kadmon se
Chun ke manzil chale
Aur kahi door kahi
Kaash aisa ho tere kadmon se
Chun ke manzil chale
Aur kahi door kahi
Tum gar saath ho
Manzilon ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koi
Shikwa to nahin
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Shikwa nahi
Rimjhim gire sawan
Sulag sulag jaaye mann
Bheege aaj iss mausam me,
Lagee kaisee yeh agan
Rimjhim gire sawan,
Sulag sulag jaaye mann
Bhige aaj iss mausam me,
Lagee kaisee yeh agan
Rimjhim gire sawan
Jab ghunghruon si bajatee hain bunde
Armaan hamare palke na moonde
Jab ghunghru oh see bajatee hain bunde
Armaan hamare palke na munde
Kaise dekhe sapne nayan,
Sulag sulag jaaye mann
Bhige aaj iss mausam me,
Lagee kaisee yeh agan
Rimjhim gire sawan
Mere naina saawan bhadon
Phir bhi mera man pyasa
Phir bhi mera man pyasa
Mere naina saawan bhadon
Phir bhi mera man pyasa
Phir bhi mera man pyasa
Aye dil deewane
Khel hai kya jaane
Dard bhara yeh geet kahaan se
In hothon pe aaye
Door kahin le jaaye
Bhool gaya kya
Bhool ke bhi hai
Mujhko yaad zara sa
Phir bhi mera man pyasa