menu-iconlogo
logo

Tere Naam Unplugged

logo
Paroles

Tere Ishq ne saathiya

Mera haal kya kar diya

Tere Ishq ne saathiya

Mera haal kya kar diya

Gulshan bhi ab to veerana lagta hai

Har apna humko begaana lagta hai

Hum teri yaadon mein khoye rehte hain

Log hamein pagal deewana kehte hai

Tere bina.. Tere Bina…

Tere Bina.. na mumkin hai…

Zindagi ka guzaara sanam

Hoo.. Zindagi ka guzaara sanam

Pyaar bhot karte hai tumse

Ishq hai tu humara sanam

Hoo.. Ishq hai tu humara sanam

Laagi chhote na, Laagi Chhote na

Laagi chhote na..

Ishq ka dhaga toote na…

Ishq ka dhaga toote na…

Naino se behte ashqo ke dharo mein

Humne tujhko dekha chand sitaro mein

Virhaki agni mein pal-pal tapti hai

Ab to sansein teri maala japti hai

Tere Liye.. Tere Liye..

Tere liye iss duniya ka

Har sitam hai gawara sanam

Hoo.. Har sitam hai gawara sanam

Tere naam humne kiya hai

Jeevan apna sara sanam

Hoo.. Jeevan apna sara sanam