Chhupana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
hey hey aha aha
Hatheli pe tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Hatheli pe tumhara naam
Likhte hai mitate hai
Tumhi se pyaar karte hai
Tumhi se hi kyon chupate hai
Tumhi se hi kyon chupate hai
Juban pe baat hain lekin
Sunana hi nahin aata
Hume tumse mohabbat hai
Batana bhi nahi aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata