menu-iconlogo
logo

Tune Mujhse Nazar Milayi

logo
Paroles
Tune mujhse najar millaye rab khair kare

Tune mujhse najar millaye rab khair kare

Mere pyaar ne li angadayi

Mere pyaar ne li angadayi oh rab khair kare

Khair kare

Tu mai aur ye tanhai rab khair kare

Tu mai aur ye tanhai rab khair kare

Kya soach ke tu sharmaye

Kya soach ke tu sharmaye

Oh rab khaier kare khaier kare

Tune mujhse najar millaye rab khair kare

Hatho se haath na chutte yahi armaan hai

Tu hi meri jindari tu hi meri jaan hai

Baras rahe khushiyo ke badal dil ke angan mein

Rang birangi kaliya mehki pyar ke daman mein

Baras rahe khushiyo ke badal dil ke angan mein

Rang birangi kaliya mehki pyar ke daman mein

Kano mein baji shehnayi rab khair kare

Kano mein baji shehnayi rab khair kare

Mere pyaar ne li angadayi

Mere pyaar ne li angadayi oh rab khair kare

Khair kare

Tu mai aur ye tanhai rab khair kare

Bhar diya mera aanchal tune aaj bahaaron se

Door na karna tu mujhko baaho ke saharo se

Ab to har ek pal mujhko bas lagta hai ye dar

Lag jaye na apne pyar ko koi puri najar

Ho ab to har ek pal mujhko bas lagta hai ye dar

Lag jaye na apne pyar ko koi puri najar

Maine ye dua manayi oh rab khair kare

Oh maine ye dua manayi rab khair kare

Kya soch ke tu sharmaye

Kya soch ke tu sharmaye oh rab khair kare khair kare

Tune mujhse najar millaye rab khair kare

Tu mai aur ye tanhai rab khair kare