(Slow ) Yunhi tumm mujhse baAat
Karti ho
Yunhi tumm mujhse baat karti ho
Yunhi tumm mujhse baat karti ho
Ya koyi pyar ka iraAada hai
Adaayein dill ki jaanta hi nahi
Adaayein dill ki jaanta hi nahi
Mera humdum bhi kitna saAada hai
Yunhi tum mujhse baat karti ho
Roz aatii ho tum khayalon mein
Zindagi mein bhi meri aa jao
Beet jaayein na ye sawalon mein
Iss jawani pe kuchh taras khao
Haal e dil samjho sanamm
Haal e dil samjho sanamm
Kahenge munh se na hum
Humari bhi koi maryaAada hai
Adaayein dil ki jaanta hi nahi
Mera humdum bhi kitna saAada hai
Yunhi tum mujhse baat karti ho
Bholepan mein hai wafa ki khushbu
Bholepan mein hai wafaa ki khushbu
Tujh pe sab kuchh na kyun lutaun main
Mera betaab dil yeh kehta hai
Tere saaye se lipat jaaun main
Mujhse ye mel tera
mujhse yeh mel tera
Na ho ek khel tera
Yeh karam mujhpe kuch ziyaAada hai
Yunhi tum mujhse baat karti ho
Ya koyi pyaar ka iraAada hai
Adaayein dil ki jaanta hi nahii
Ban gayi hoo meri sada ke liye
Ban gayi hoo meri sada ke liye
Ya mujhe yun hi tum banati ho
Kahin baahon mein na bhar loon tumko
Kyun mere hausle badhati ho
Hausle aur karo
Hausle aur karo
Paas aake na daro
Dil na todenge apna vaAada hai
Yunhi tum mujhse baat karti ho
Ya koyi pyaar ka iraAada hai
Adaayein dill ki jaanta hi nahi
Mera humdum bhi kitna saAada hai
Yunhi tum mujhse baat karti hoo