Dekho, dekho, kaisi baatein yahaan ki
Hain saath par hain saath na bhi
Kya itni aasaan hain?
Dekho, dekho, jaise mere iraade
Vaise kahan tere yahaan the
Haan, kitni nadaan main
Mere husn ke ilaava
Kabhi dil bhi maang lo na
Dekho, dekho
Ye zamane se thak kar
Aate ho kyun masoom ban kar
Tere liye main
Kya hi hoon Haan
Phir aate kyun yahaan
Karne aankhon mein ho baarish
Abh aaye to theher jao na
Aur puchho na zara
Mеre din ke baare mеin bhi
Bas itne mein
Sambhal jaaun, haan
Haan, ek din kabhi koi
Jab bhi padhe kahani teri