Mujko pata naa chalaa
Ye aisa kyun hua ?
Kar raha tera intazaar
Tod diya kyun dil
Dil ye har dafaa?
Ab to paas aa jaao naa
Aise kyun hue hain faasle?
Door tum kyun ho gae?
Jab qareeb hum the kabhi
Milaa saki naa too nazar
Ab to zaraa mere paas aao naa
Hoke juda tum yoon satao naa
Ab to zaraa mere paas aao naa
Kar raha hoon tera int...
(Zaar-aar, intazaar)
(Zaar-aar, intazaar)
Zaar-aar, intazaar
(Zaar-aar, intazaar)
Teri baathen, saaree raatein
Yaad aatee hain kyun muje?
Kaise kahoon? kaheen rone lage
Mera dil bin tere
Aise kyun hue hain faasle? (faasle)
Door tum kyun ho gae?
Jab qareeb hum the kabhi
Milaa saki naa too nazar
Ab to zaraa mere paas aao naa
Hoke juda tum yoon satao naa
Ab to zaraa mere paas aao naa
Kar raha hoon tera int...
(Zaar-aar, intazaar)
(Zaar-aar, intazaar)
Zaar-aar, intazaar
(Zaar-aar, intazaar)