Jo main tujhse mila, thoda sabse juda
Thoda khud se hua hoon
Jo main keh na saka, nazron mein hai likha
Zara padh ke bata tu
Main hoon teri aankhon mein
Teri-meri raahon mein ek pal bhi na ho faasla
Ab dekhoon na, aaye jo ab koi subah
Tere bina, aur chahoon na
Ho sach koi khwaab mera tere bina, ah
Main adhoori si hi thi, yoon hi chalti rahi
Aa ke tujhpe ruki hoon
Dekha saara yeh jahaan, tu hi apna laga
Main toh ab se teri hoon
Main hoon teri aankhon mein
Teri-meri raahon mein ek pal bhi na ho faasla
Ab dekhoon na, aaye jo ab koi subah
Tere bina, aur chahoon na
Ho sach koi khwaab mera tere bina
Tere bina, ha