Jo boyega wahi payega
Jo boyega wahi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jo boyega waihi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Sabse badi pooja hai
Maat pita ki seva
Ho sabse badi pooja hai
Maat pita ki seva
Kismat walon ko hi
Milta hai ye mauka
Haath se apne kho mat dena
Mauka ye khidmat ka
Jannat ka dar khul jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Chahe na pooje moorat
Chahe na teerath jaye
Ho chahe na pooje moorat
Chahe na teerath jaye
Maat pita ke tan mein
Sare dev samaye
Tu inka dil khush rakhe to
Ishwar khush ho jaye
Bhagwaan tujhko mil jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmon ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni