menu-iconlogo
huatong
huatong
abhijeet-bhattacharya-aankhen-bhi-hoti-hai-dil-ki-zuban-cover-image

Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zuban

Abhijeet Bhattacharyahuatong
capocominohuatong
Lirik
Rekaman
Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Bin bole kar deti hain

Haalat yeh pal mein bayaan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Bin bole kar deti hain

Haalat yeh pal mein bayaan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Khamoshi bhi to pyaar mein

Rakhti bahut hi asar hai

Kab ishq ho jaaye yahan

Dil ko kahan yeh khabar hai

Do dil ke yeh silsile

Chhup sake hain kahan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

He.. he he he ha ha ha ha ha

Hmm neend aaye na jab aankhon mein

Badhne lage bekarari

Shabnam ko bhi chhoone se jab

Mehsoos ho chingaari

To aisa kyun lagta hai

Ek hain zameen aasman

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Aankhen bhi hoti hain dil ki zubaan

Bin bole kar deti hain

Haalat yeh pal mein bayaan

Bin bole kar deti hain

Haalat yeh pal mein bayaan

Selengkapnya dari Abhijeet Bhattacharya

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai