Mehki thi saanson mai wo qurbat tumhi se
dekhe in ankhon se the khwaab kayin
phir se hai Dil ne joda nauta tumhi se
kaise ye laparwahi Dil se hui
ab is qadar hai ye safar
ki bewafa ko mil gaya ashna.ayina..
Ishq ne bandhi har bandhan ko salaam
pyar Teri pehli nazar ko salaam..... ............
꧁Ammu ommkar꧂
Paigaam sanson ne bheja h Dil ki resam resam se bhi naajuk dhagon ka
ke saans besaans dhadkan dhadkan se hui lapata khamkha
wo manzil manzil dhunde dhunde paon bhi ab Nisaan Nisaan jinka
In palkon ke kinaron sa sahil hai ujda hua ye kya huaaa....
Asqon me dubi dubi raton ka sukriya ...
Kajal ka intehan le rahi hai wo sham
pyar Teri pehli nazar .........................
꧁Ammu ommkar꧂
Oo.Shola baras ki Shola baras ki
bali umar ko salaam
pyar Teri pehli nazar ko salaam .sala.am
Pyar Teri pehli nazar ko salaam ......
Salaam.aa..