Zahir karoon main jo baatein, woh suno
Kyun main kahoon unko, yeh bhi toh jaan lo
Baawri si ban ke phirti hoon yahaan-wahaan, idhar-udhar
Jaise hoon main khoyi teri yaadon mein bas
Zahir karoon main jo baatein, woh suno
Dil befizool kahaani bun raha hai
Manzar nahi, bas yeh raahein chun raha hai
Baawra sa ban ke phirta hai yahaan-wahaan, idhar-udhar
Ankahi teri baaton mein dhoondhta hai ghar
Laakhon dafa main jo keh doon, phir bhi
Baaton mein baatein yeh saari yoon ghul rahi
Kyun khamakha ishq ho gaya hai?
Aankhon mein teri main khwabon ko bun rahi
Zahir karoon main jo baatein, woh suno