menu-iconlogo
logo

Khudaya Khair

logo
Lirik
Raato raat tara koi chaand ya sitara koi

Gire to utha lena o suniyo re

Tara chamkila hoga chand sharmila hoga

Nath me laga lena

Raato raat tara koi chaand ya sitara koi

Gire to utha lena o suniyo re

Tara chamkila hoga chand sharmila hoga

Nath me laga lena

Zara si saawari hai wo zara si bawri hai wo

Wo surme ki tarah meri aankho me hi rahti hai

Subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai

Mano na mano tum

Sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai

Mano na mano tum

Pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai

Khudaya khair khudaya khair

Khudaya khair khudaya khair

Raato raat tara koi chaand ya sitara koi

Gire to utha lena o suniyo re

Tara chamkila hoga chand sharmila hoga

Nath me laga lena

Tu hawa main zami tu jahan main wahi

Jab ude mujhe leke kyun udti nahi

Tu ghata main zami tu kahi main kahi

Kyun kabhi mujhe leke barasti nahi

Zara sa sawara hai wo zara sa bawara hai wo

Wo surme ki tarah meri aankho me hi rahta hai

Subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai

Mano na mano tum

Sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai

Mano na mano tum

Pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai

Khudaya khair khudaya khair

Khudaiya khair khudaya khair

Jab dant me ungli dabaye ya ungli pe lat liptaye

Badal ye nichadta jaye ho o o o

Kuchh kar ke wo baat ko tale

Jab mathe pe wo bal dale

Ambar ye sikudta jaye ho o o o

Wo jab nakhun kutarti hai to chanda ghatne lagta hai

Wo pani par kadam rakhe sagar bhi hat jata hai

Subah ke khwab se udayi hai palko ke niche chupayi hai

Mano na mano tum

Sote sote khawabo me bhi khawab dikhati hai

Mano na mano tum

Pari hai wo pari ki kahaniya sunati hai

Khudaya khair khudaya khair

Khudaya khair khudaya khair

Khudaya khair khudaya khair

Khudaya khair khudaya khair

Khudaya Khair oleh Akriti Kakar/Gulzar/Monali Thakur/Pritam - Lirik & Cover