??Movie: Chori Chori 2003??
?Singers: Kumar Sanu, Alka Yagnik?
Hmmmmmmmm.........hmmmmmmmm
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Hoo.. Rehna hai saath tere
Warna duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka sehna nahin
Ho o.. ho o
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
?Uploaded By: Nikhil Mandaokar?
Duniya se darna nahin
Yaa pyaar karna nahin
Nazarein chura ke sanam
Humko guzarna nahin
Doobna hai saahilon par
Jhumna hai manzilon par
Yunhi dariyaan mein behna nahin
Ho o.. ho o
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
??Music: Sajid - Wajid??
?️?Lyrics: Anand Bakshi??️
Mausam ki angdaaiyaan
Dil ki yeh tanhaaiyaan
Aa pass aa hone de
Duniya mein ruswaaiyaan
Zindagi ne phool baate
Chun liye hai hum ne kaante
Haar phoolon ka pehnna nahin
Ho o... Ho o
Kahna hai aaj tujhse
Phir kisi se yeh kehna nahin
Haaa...Rehna hai saath tere
Warna duniya mein rehna nahin
Pyaar karte humko jeena
Pyaar karte humko marna
Gham judaai ka sehna nahin.