Kyaa hua ek baat par
Barson kaa yaaraanaa gayaa
Is bahaane doston kaa
Pyaar pehchaanaa gayaa
Kya hua.... kya huaaa aaaaa
Kyaa hua ek baat par
Barson kaa yaaraanaa gayaa
Kyaa sunaaye... ham. kisiko
Pyaaar ki ye daastaan
Kyaa sunaaye.... ham. kisiko
Pyaaar ki ye daastaan
Pyaaar ki ye daastaan..
Jaan jaane ko hai baaki
Dil to diwaanaa gayaa
Kyaa hua ek baat par
Barson kaa.... yaaraanaa gayaa
Unkaa unke... gam. kaa aye dil!
Ab kare afasos kyaa
Unkaa unke gam kaa aye dil
Ab kare afasos kyaa
Ab kare afaos kyaa
Jisko aana thaa wo ayaa...
Jisko thaa, jaanaaaaa gayaa
Kyaa hua ek baat par
Barson kaa yaaraanaa gayaa
Unse milne ki ijaajt
Ek bas ham. koo ooo nahin
Ho..unse milne ki ijaajt
Ek bas ham. koo oo nahin
Ek bas ham. kooo nahin
Unse milne unke ghar.
Har apnaa begaanaa gayaa
Ho..kyaa hua ek baat par
Barson kaa yaaraanaa gayaa
Is bahaane doston kaa
Pyaar pahchaanaa gayaa
Kya hua.......
Kya hua..aaaa aaa
Kyaa hua ek baat par
Barson kaa yaaraanaa gayaa