Lagi, aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Wahi aag seene mein
phir jal padi haiii
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Kuchh, aise hi din the, wo
jab ham mile the
Chaman mein nahi
phool dil mein khile the
Wahin to hai mausam
magar rut nahin woo
mere saath,
barsaat, bhi ro padi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai