O priya priya kyun bhula diya
Bewafa ya, berahim, kya kahu tujhe sanam
Tune dil toda hai bhul
kya hui ye bata ja
O piya piya main teri piya
Aasuo ko pi gayi jane kaise ji gayi
Kya hai meri majburi
Kaise main bataun huwa kya
O priya priya kyun bhula diya
plz follow me
Tu bewafa hai jo main jaan jata
Tujhse kabhi bhi dil na lagata
Tu bewafa hai jo main jaan jata
Tujhse kabhi bhi dil na lagata
Mujh pe yakin kar yun na ilzam de
De koi saza magar bewafa na nam de
Meri dilruba tune ki jafa
Par tujhe bhulegi na meri wafa
O piya piya main teri piya
Aasuo ko pi gayi jane kaise ji gayi
Kya hai meri majburi
Kaise main bataun huwa kya
O priya priya kyun bhula diya
plz like Join friends
Jee chahata hai khud ko jala dun
Maut ko apne dil se laga lun
Jee chahata hai khud ko jala dun
Maut ko apne dil se laga lun
Aa ke zara dekh le dil mera chir ke
Rang milenge tujhe teri tasawir ke
Mere sathiya tera ho bhala
Yahi mere tute huye dil ki sada
O piya piya main teri piya
Aasuo ko pi gayi jane kaise ji gayi
Kya hai meri majaburi
Kaise main bataun huwa kya
O priya Priya
O piya Piya
O priya Priya
O piya Piya
Thank you