Kacche dhaagon ka yeh rishta
Ban jaata hai bachpan se
Marte dum tak sath nibhayein
Bandh ke raksha bandhan se
Dhaagon se bandha
Ehsaas dil ke rishte ka
Rishta yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Dhaagon se bandha
Ehsaas tumse milne ka
Milna ye apna rab ki rubayi
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Tumse hi toh khilte sare phool umido wale
Himmat bandh jati hai
Jab tu hans ke pass bithale
Khushiyon ka tu saman he
Tu sath hai to yun lage
Jeena bada asan hai
Baton se bandha har taar apne riste ka
Rista ye apna rab ki rubayi
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Char dishaon jaisi Tum ho
mere liye zaroori
Tum na ho to har din aadha
Har ik shaam adhoori
Aadha mujhe rehna nahi
Kuchh kam lage woh ghar mujhe
Jismein koyi behna nahi
Yaadon se bandha
Jazba yeh apne rishte ka
Rishta yeh apna Rabb ki rubaayi
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina
Main rahun na main tere bina
Tu rahe na tu mere bina