Lehrake balkha ke Balkha ke lehrake
Lehrake balkha ke lehrake balkha ke
Balkha ke lehrake
Bijli ban ke girti hun
Main nagin banke dasti hun
Chheene hosh jo sabke
Main hi to aisi masti hun
Ho..o.. rang chhalka doon
Saansein mehka dun
Pal mein dhadka dun
Main yeh dil tumhara
Sharara sharara, sharara sharara
Sharara sharara
Main hun ik sharara
Sharara sharara, sharara sharara
Sharara sharara
Main hun ik sharara
Shola hai yeh tann mera
Are dekho tum paas na aana
Shola hai yeh tann mera
Are dekho tum paas na aana
Shamma ke jo paas aaya
Are jalta hai woh hi parwana
O o mere deewanon
Baat ko samjho
Door se dekho mera yeh nazaara
Lehrake balkha ke
Balkha ke lehra ke
Aag laga ke, dilon ko jala ke
Kare tu ishara
Sharara sharara, sharara sharara
Sharara sharara
Main hun ik sharara
Sharara sharara, sharara sharara
Sharara sharara
Main hun ik sharara