menu-iconlogo
huatong
huatong
asees-kaur-baarish-cover-image

Baarish

Asees Kaurhuatong
sakuralee46huatong
Lirik
Rekaman
Chehre mein tere

Khud ko main dhoondhun

Aankhon ke darmiyaan

Tu ab hai iss tarah

Khwabon ko bhi jagah na mile

Yeh mausam ki baarish

Yeh baarish ka paani

Yeh paani ki boondein

Tujhe hi toh dhoondhe

Yeh milne ki khwahish

Yeh khwahish puraani

Ho poori tujhi se

Meri yeh kahaani

....

Hawaaon se tera pata poochta hoon

Ab toh aaja tu kahin se

Parindon ki tarah yeh dil hai safar mein

Tu mila de zindagi se

Bas itni ilteja

Tu aake ik dafa

Jo dil ne na kahaa

Jaan le

Yeh mausam ki baarish

Yeh baarish ka paani

Yeh paani ki boondein

Tujhe hi toh dhoondhe

Yeh milne ki khwahish

Yeh khwahish purani

Ho poori tujhi se

Meri yeh kahaani

Selengkapnya dari Asees Kaur

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai