Kabhi kabhi jo main tumko sochta hu yaad aati hain woh kubate
Dheere dheere se jo duriya badi toh faslo mai fas gaya hu main
Yaado ki parat teri yeh halki pad rahi hain aawaze de raha yeh dil mera
Aati na samaj yeh mujhe teri khamoshi hain fir se chal diya tere pas
Hain Milon chala main tumhare liye hain itni duriya kyu huyi
Par Jhalak ke ab tumhari halki huyi hain itni duriya kyu huyi
Par Milon chala main tumhare liye hain itni duriya kyu huyi
Par Jhalak ke ab tumhari halki huyi hain itni duriya kyu huyi
Yaad aati hain woh juganuo si raate sath chale the hum kabhi
Ab yeh aakhe dhundti hain din mai bhi roshani roshani yeh gumgsum huyi
Hain diya hain tumhare sare khwabo ko main aasara fir bhi hi gaya hu bura
Ab yeh aakhe dhudti hain tera hi ek pata fir se chal diya yeh dil mera