menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Idher Zindgi Ka Janaza

Atta Ullah Khan Esakhelvihuatong
pescandhuatong
Lirik
Rekaman
Hain mera zabke junoon,hain mera zabke junoon

Aey khuda ab toh utha le mujhe iman ke sath

Hum to tinkay

Hum to tinkay chun rahay thay aashiynay k liyeah

Aap say kiss nai kaha bijli giranay k liyeah

Ishq ko dard e sir kehnay walaoon suno

Kuch bhi ho hum nai yeah dard e sir lay liya

Woh nigaahon say bach ker kahan jain gay

Ub to un k mohallay mein ghar lay lia

Ishq ko dard e sir kehnay walaoon suno

Kuch bhi ho hum nai yeah dard e sir lay liya

Woh nigaahon say bach ker kahan jain gay

Ub to un k mohallay mein ghar lay lia

Idhar zindagi ka janaza uthay ga

Udhar zindagi un ki dulhan banay gi

Idhar zindagi ka janaza uthay ga

Udhar zindagi un ki dulhan banay gi

Qayamat say pehlay qayamat hai yaaro

Mairay samnay meri dunya lutay gi

Jawani pay meri sitam dhanay waloon

Zara sooch lo kia kahay ga zamana

Jawani pay meri sitam dhanay waloon

Zara sooch lo kia kahay ga zamana

Idhar miaray armaan kafan pehn lain gay

Udhar un k haathon pay mehndi lagay gi

Azal say mohabbat ki dushman hai dunya

Kaheen do diloon ko milnay na day gi

Idhar mairay dil per khanjar chalay ga

Udhar un k maathay per bindiya sajay gi

Abhi un k hasnay k din hein wo hasn lain

Abhi mairay ronay k din hein mein ro loon

Magar aik din un ko rona paray ga

K jiss din bhi meri mayyat uthay gi

Idhar zindagi ka janaza uthay ga

Udhar zindagi un ki dulhan banay gi

Selengkapnya dari Atta Ullah Khan Esakhelvi

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai