haq mohabbat kaa
bahut khub adaa karte ho
dost bin kar mari chahat se daga karte ho
meree dushman to tasalli mujhe dete hain magar
raat din tum meree marane kii dua karte ho
mari barbaadee kaa
rahata naheen insaan
to hota naheen gum bhi
ik roj zameen odh ke so jaayen ge hum bhi
haan half vafa shok se athvaiye lekin
hum log vafa daar hain be kaul va kasam bhi
mari barbaadee kaa ab jashn manaao yaaro
rasta kaat ke har bar gujar jataa hai
jese pardes main tahwar gujar jataa hai
zindagi ishq main yun gujri hai apni danish
jese bazar se naadaar gujar jataa hai
mari barbaadee kaa ab jashn manaao yaaro
ghar meraa saamne meree hi jalaao yaaro
mari barbaadee kaa
tum ko maalum hai aaye gaa na qatil meraa
der kyon karte ho
meet ko uthaao yaaro
der kyon karte ho
meet ko uthaao yaaro
ghar meraa saamne meree hi jalaao yaaro
mari barbaadee kaa
julm kii had se gujar kar mujhe pathar maro
ho sake to mari
hasti ko mitaao yaaro
ho sake to mari
hasti ko mitaao yaaro
ghar meraa saamne meree hi jalaao yaaro
mari barbaadee kaa
dushmano ne jo julai hain lihad par mari
wo shamayu aakhri sab
mil ke bujhaao yaaro
wo shamayu aakhri sab
mil ke bujhaao yaaro
ghar meraa saamne meree hi jalaao yaaro
mari barbaadee kaa