Hain...
Hain...
Hain...
Khoyi rehti hoon lehro main
Door is duniya ke nakli chehro se
Jo parchaion ke jaise
Gumm hoye bheed main
Dekha mene ik tara tha
Aasmano se woh gira
I saw piece of heaven
waiting impatient for me down
Main bhaagi is jahaan se
IN baaton se sawaalon se
Na janoon main na janoon woh
Baarishon mein bheeg ke
hai mila sukoon mujhe
Toh le chalo mujhe
apni duniya main
Hai Kuch nahi yaha abhi
Sapno main mila woh
Aya tha mere kareeb
Ek pal ko to laga ke such hai
Ye sapna Ha hn
Khud ko deti hon jhuthe dilase
Khayalo main doobi rahon,
Dil ke kono main hai chupa liya
ye gham La ree daa
Main bhaagi is jahaan se
In baaton se sawaalon se
Na janoon main
na janu woah
Baarishon mein bheeg ke
hai mila sukoon mujhe
Toh le chalo mujhe
apni duniya main..
Ho kho chuki yahan abhi
Le chalo mujhe apni duniya main
Hon kho chuki yahan abhi
Le chalo mujhe
Woh ho ho ho
hai kuch nahi yaha abhi
Dekho use hai woh duniya kaha aa aa aa
Dekho use hai woh duniya kaha aa aa aa
Dekho use hai woh duniya kaha aa aa aa
Dekho use hai woh duniya kaha aa aa aa
main bhaagi is jahan se
In baaton se sawaalon se
Toh le chalo mujhe apni duniya main..
Ho kho chuki yahan abhi
Le chalo mujhe apni duniya main..
Ho kho chuki yahan abhi
Le chalo mujhe heyyyyyyy
Woh oh ho
Le chalo mujhe heyyyy
Woh oh ho
Le chalo mujhe apni duniya mein
Ho kho chuki yaha abhi
Le chalo mujhe apni duniya mein
Hai kuch nahi yaha abhi