Devi haro hanuman mahaprabhu
Jo kachu sankat hoye hamaro
Kaun so sankat mor garib ko
Jo tumso nahi jat hai taro
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Tan mein tumhare shakti viraje
Man bhakti se bhina
Jo jan tumhari sharan me aaye
Jo jan tumhari sharan me aaye
Dukh darad harleena
Hanumat dukh darad harleena
Mahavir prabhu hum dukhiyana ke
Tum ho garib nivaz hanumat
Tum ho garib nivaz hanumat
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Rama lakhana vaidehi
Tum par sada rahe harshaye
Hriday cheerke ram siya ka
Hriday cheerke ram siya ka
Darshan diya karai hanumat
Darshan diya karai
Do kar jodh araj hanumanta
Kahiyo prabhu se aaj hanumat
Kahiyo prabhu se aaj hanumat
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Jai jai jai hanoman gosai
Kripa karo maharaj
Kripa karo maharaj