Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle
Govind naam lekar tab pran
Tan se nikle
Shri ganga ka tat ho
Jamuna ka vanshivat ho
Shri ganga ka tat ho
Jamuna ka vanshivat ho
Shri ganga ka tat ho
Jamuna ka vanshivat ho
Mera sawra nikat ho
Jab pran tan se nikle
Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle
Pitambari kasi ho
Chhavi man mein ye b**i ho
Pitambari kasi ho
Chhavi man mein ye b**i ho
Pitambari kasi ho
Chhavi man mein ye b**i ho
Hotho par kuch hansi ho
Jab pran tan se nikle
Jab kanth pran aaye
Koi rog na sataye
Jab kanth pran aaye
Koi rog na sataye
Jab kanth pran aaye
Koi rog na sataye
Yam daras na dikhaye
Jab pran tan se nikle
Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle
Uss waqt jaldi aana
Nahi shaam bhool jana
Uss waqt jaldi aana
Nahi shaam bhool jana
Uss waqt jaldi aana
Nahi shaam bhool jana
Radhe ko saath lana
Jab pran tan se nikle
Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle
Govind naam lekar tab pran tan se nikle
Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle
Itna to karna swami
Jab pran tan se nikle