menu-iconlogo
huatong
huatong
darshan-raval-tera-zikr-cover-image

Tera Zikr

Darshan Ravalhuatong
morenita398huatong
Lirik
Rekaman
Abhi abhi to mile the

Phir juda ho gaye

Kya thi meri khataa

Tum sazaa ho gaye

Mujhe khone ke baad ik din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge

Mujhe khone ke baad ik din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge

Mulaqatein adhoori rahi

Mukammal karunga yeh waada raha

Tanhaaiyon se bhi main teri

Baatein karunga yeh waada raha

Tera zikr jisme huaa na ho

Mere paas aisa lamha na ho

Maine jisme tujhko maanga nahi

Mere lab pe aisi duaa na ho

Bakhuda

Mujhe khone ke baad ik din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge

Mujhe khone ke baad ik din

Tum mujhe yaad karoge

Phir dekhna milne ki mujhse

Tum fariyad karoge

Selengkapnya dari Darshan Raval

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai