Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal
Hey, Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal..
...
Nashe Mein Zindgani Hai
Ragoon Mein Bhi Rawani Hai
Badi Pagal Deewani Hai
Jawani To Jawani Hai..
...
Nashe Mein Zindgani Hai
Ragoon Mein Bhi Rawani Hai
Badi Pagal Deewani Hai
Jawani To Jawani Hai
Koi Khaabon Mein Aata Hai
Koi Neendein Churata Hai
Koi Chehraa, Koi Jaadu
Khayaloon Ko Sajataa Hai..
Husn Ke Jalwon Ka Tu Deedar Kar
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Hey Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal..
...
Koi Majnoo, Koi Laila
Koi Chamiyya, Koi Chaila
Koi Nehlaa, Koi Dehlaa
Jawan Aisa Saahed Phela..
...
Koi Majnoo, Koi Laila
Koi Chamiyya, Koi Chaila
Koi Nehlaa, Koi Dehlaa
Jawan Aisa Saahed Phela
Koi To Paas Aayega
Koi To Dil Churayega
Koi Palkoon Mein Rakhlega
Koi To Muskurayega
Aashiqui Mein Khud Ko Beqaraar Kar
Are, Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal
( Come On, Everybody... )
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
'Pyaar Kar
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Dil Deewana Kehta Hai Ki Pyaar Kar
'Pyaar Kar
Jaa Kisi Ladki Se Aankhey Chaar Kar
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal
Khuli Zulfein
Baji Paayal
Nigahoon Ne
Kiya Ghayal...
Thank You