menu-iconlogo
huatong
huatong
devendra-pathak-aaya-15-august-cover-image

Aaya 15 August

Devendra Pathakhuatong
stevegoodnhuatong
Lirik
Rekaman
Vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram

Teri aarti utaro jai bharat maa roop tera niharu jai bharat maa

Teri aarti utaro roop tera niharu

Teri charno ki dulh mera chandan hai

Aaya 15 aaya ho 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Aaya 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Mastak shobha himalaye saware subah savare bhav sagar padhare

Bolo bharaqt mata ki jai ho

Ganga yamuna bahe hari dharti rahe

Ganga yamuna bahe hari dharti rahe

Teeno log me yaha ki dhadkan hai

Ki aaya 15 ho aaya 15 aug din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Aaya 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram

Duniya me shunya ka shamlo jo laya jisne jaha ko ahinsa sikhaya

Bolo bharaqt mata ki jai ho

Duniya me shunya ka shamlo jo laya jisne jaha ko ahinsa sikhaya

Ki boli bhasha anak fir bhi ham sab hai ek

Ki boli bhasha anak fir bhi ham sab hai ek ek dujhe me rishto ka bandhan hai

Ki aaya 15 ho aaya 15 aug din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Aaya 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Is desh hitt jo lutaye jawani kuldeep devi bataye kahani

Bolo bharaqt mata ki jai ho

Is desh hitt jo lutaye jawani kuldeep devi bataye kahani

Bhaqt bishmil subhash chandra shekar azad

Desh bhaqto ko yeh geet arpan hai

Ki aaya 15 ho aaya 15 aug din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Aaya 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Teri aarti utaro jai bharat maa roop tera niharu jai bharat maa

Teri aarti utaro roop tera niharu

Teri charno ki dulh mera chandan hai

Aaya 15 ho aaya 15 aug din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Aaya 15 august hai din yeh pawan maa bharti ka vandan hai

Selengkapnya dari Devendra Pathak

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai