Saari duniya hai deewani radharani aapki
Jai ho saari duniya hai deewani radharani aapki
Kaun hai jis par nahi hai
Kaun hai jis par nahi hai meherbaani aapki
Saari duniya hai deewani radharani aapki
Jai ho saari duniya hai deewani radharani aapki
Saara jahan hai ek chaman
Aur iss chaman ke phool hum
Jai ho saara jahan hai ek chaman
Aur iss chaman ke phool hum
Inn sabhi phoolon mein shobha
Inn sabhi phoolon mein shobha
Hum nishaani aapki
Saari duniya hai deewani radharani aapki
Jai ho saari duniya hai deewani radharani aapki
Jay se ganga aur yamuna ki dhaara behti bhoomi par

Waise hi behti hai mamta
Waise hi behti hai mamta radharani aapki
Saari duniya hai deewani radharani aapki
Jai ho saari duniya hai deewani radharani aapki
Tan bhi tera mann bhi tera mera kya hai laadli
Shri radhe tan bhi tera mann bhi tera mera kya hai laadli
Tera tujhko sounpti ho
Tera tujhko sounpti ho yeh nishaani aapki
Saari duniya hai deewani radharani aapki
Jai ho saari duniya hai deewani radharani aapki
Umr bhar gaata rahu main mahima radhe aapki
Shri radhe umr bhar gaata rahu main mahima radhe aapki
Apne charno mein hi rakhna
Apne charno mein hi rakhna meherbaani aapki