menu-iconlogo
huatong
huatong
devil-todun-taak-cover-image

Todun Taak

D'Evilhuatong
mpatishahuatong
Lirik
Rekaman
Jab life mauka degi

Kya karega

Aane dega ki jaane dega

Ghuma ke dene ka

Sula ke dene ka

Door khada hai

To paas bula ke dene ka

Lita ke dene ka

Bitha ke dene ka

Mar jayenga to saala

Chita pe dene ka

Chhodne ka nahi na

Rukega kitna mahina

Gardan pakad li to

Chhod denge sehna

Gutter se aate to keede karenge na

Jeetenge kaise ni sidhe bharenge na

Baatein nahi shidha hath hi ghumate hain

Ek fatke mein sidha hathi sulate hai

Hard wale shooter apan focus ni chhodte

Focus kya chote apan kisi ko nahi chhodte

Ek fatke mein 25 log let jayenge

Jo bhi halke mein le raha

Uspe baith jayenge

Patthar vatthar nahi sidha pahaad dunga

Toofan hu chote tera mausam bigad dunga

Todun taak, todun taak

Lita ke dene ka

Todun taak, todun taak

Baatein nahi sidha todun taak

Todun taak upper cut maarde

Todun taak, todun taak

Ghuma ke dene ka

Salam dua sab asli mangta hai

Sahi salamat haddi pasli mangta hai

Jungle ke kanoon ko junglee mangta hai

Chote button dabane ko bhi ungli mangta hai

Maarne ko aayela hai

Main haarne ko nahi

Sidha faadne ko aayela hai

Main taadne ko nahi

Apan todne ko aayela hai

Jodne ko nahi

Sidha fodne ko aayela hai

Abhi chhodne ko nahi

Tees bees nahi sidha bichha denge patte

Gaad denge aisa tum ukhaad bhi nahi sakte

Dushman hai tera jo tere ko nahi manta

Khuda ko kya janega jab khud ko nahi janta

Silne wale jutte tereko faadte rahenge

Aur kitna bhi tu dhasoge ukhadte rahenge

Ya to pyaar se rahenga aur maar sahenge

Ya fir ek vaar mein chote sidha char karenga

Todun taak, todun taak

Todun taak, todun taak

Bula ke dene ka

Todun taak, todun taak

Upper ko faad ke

Todun taak, todun taak

Ek fatke mein sidha

Todun taak, todun taak

Lita ke dene ka

Todun taak, todun taak

Baatein nahi sidha

Todun taak todun taak

Upper cut maarde

Todun taak, todun taak

Ghuma ke dene ka

Selengkapnya dari D'Evil

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai