Vaaste jaan bhi du
Main gawah emaan bhi du
Kismato ka likha mod du
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannate sach kahu chhod du
Tumse zaada main na jaanu
Tumse khud ko main pehchanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi du
Main gawah emaan bhi du
Kismato ka likha mod du
Vaaste jaan bhi du
Main gawah emaan bhi du
Kismato ka likha mod du
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannate sach kahu chhod du
Tumse zaada main na jaanu
Tumse khud ko main pehchanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi du
Main gawah emaan bhi du
Kismato ka likha mod du