dhadkan keh rahi hai
yahaan koi aane wala hai
saawan keh raha hai
badal koi chaane waala hai
mann mera paagal
dhoondta hai tujhe ghabra ke
panchhi keh rahi hai
sahil koi aane waala hai
koyal keh rahi hai
saathi koi gaane waala hai
ek naya aasmaa
mil gaya hai hame tujhko paa ke
hoooooooo
aaj me ra jahaan tum hi tum ho
ab meri daastan tum hi tum ho
tum yahaan tum wahaan jaane jaana
jau main ab jahaan tum hi tum ho
mil gaya raasta
kisa phoolo bhara chalte chalte
dhadkan keh rahi hai
yahaan koi aane wala hai
saawan keh raha hai
badal koi chaane waala hai
mann mera paagal
dhoondta hai tujhe ghabra ke
hoooooooo