Iss Safar mei
Chal chuke hai
Janne kessi
Manzilen hai
Khwabon ki mei
Door pe yunh
Chal pada hoon
Sambhal chuka hoon
Jesse ki tu
Khwabon ki navzishein hai
Chahton ki barishein hai
Dooba chala mei bhi wahan
Jahan tere banne nishan
Janne kesse rastey hai
Neendon mei yeh khwaab se hai
Kaira sa bana jesse banne tere fasle yeh
Dheere dheere pata he na chala
Beetein lamhein
Or kab yeh ban bas yaadein reh gaya
Sunni inn sadko pe khusboon anjani si
Mehakti fizaon mei jo hosh hai gavah bethi
Na sujhe koi rasta hai tu he meri dastaan hai
Mera rabb tu he meri tujhse he raabta hai
Raina beetein na hai meri essi jo sanak teri
Chadhi jo deewangi hai dil na laggey kahan bhi yeh
Lehron se ja uljha in sitaron se bhi pucha
Janne kaha tu hai chupa
Jesse lagge tujhe gaya hoon mei kho
Yeh hawaein jab gungunae
Aake jesse kuch kehna chahein
Kesse mei kehdoon yeh batein vo
Dil mei hai jo mere
Hann mere
Dheere dheere pata he na chala
Betein lamhein or
Kab yeh ban bas yaad reh gaya
Aasman se totey taare
Banne they jo yeh sitare
Naina thake na hai mere tuhe taktey nihare
Chahoon mei yeh chahoon dil se tujhko he chahoon
Isss jahan se kahin door apne sath mei le jau tujhe
Santh asmaan sath rangey yeh jahan
Lage badalon ke paar tera jadooi ehsas mujhe
Andheron mei dikha roshani sa mujhe lagga
Tu jo pyara sa chamatkar aake jo hai banna mera
Dost