menu-iconlogo
logo

Betaab

logo
Lirik
Betaab

Intezar karta

Shaklein dekhta raha

Ghar phir nahin milta

Bekarar

Mere sapnon ka jawab

Har samay mein jaagta

Ye hi tera khumaar

Wo naatay toray

Bina roye

Dikhti hai asmaan mein

Ankhein khole

Bina soye

Ho jaati hai fida ye

Sou lamhe guzar gaye

Wou lafz hum na bol sakay

Thora sa ghaib hun na mein

Nahin hota asaan

Yaadon se lara kay

Saara lehron mein duba ke

In hi shehron mein saza le

Aagay peechay bhaag jatay

Mein tou sarak kinaray

Dil jidhar para hai

Aakhir meri se laraa hai

Yaara poocho kya mein aakay

Saari raat aik hi jagah wou khara hai

Kahaani buss teri hi sunate

Kabhi poochle kyun

Mein rota hun

Sirf tere liye hi

Idhar chal ra hun

Betaab

Intezar karta

Shaklein dekhta raha

Ghar phir nahin milta

Bekarar

Mere sapnon ka jawab

Har samay mein jaagta

Ye hi tera khumaar

Jo toray tu nay taaray

Lage kante

Tere hi hath mein ye

Aadhi saansein

Tu chilaye

Phir bhi awaaz na ayay

Ruk ke mun mor le

Aagay buss dard hai

Itni khud gharz kyun

Tu mil le apnay aap se

Yeh sanatay

Ubharte hi jatay

Saath humaray

Ab hona hi tha ye

Andhera chaaye

Nazar kuch na ayay

Ab teri yaadein

Hawa mein samayein

Betaab

Intezar karta

Shaklein dekhta raha

Ghar phir nahin milta

Bekarar

Mere sapnon ka jawab

Har samay mein jaagta

Ye hi tera khumaar

Betaab oleh hatim/Umair - Lirik & Cover