menu-iconlogo
logo

Aakash

logo
Lirik
Mai dhundu aakash me

Taare kaha hai

La mujhko pata do

Jiska jaha hai

Mai dhundu aakash me

Taare kaha hai

La mujhko pata do

Jiska jaha hai

Kaisi kaisi

Ye baatein

Jo mujhse karein

Aankhe teri

Kaisi kaisi

Ye yaadein

Jo tujhse mili

Kaateien bani

Kaisi kaisi

Ye baatein

Jo mujhse karein

Aankhe teri

Kaisi kaisi

Ye yaadein

Jo tujhse mili

Kaateien bani

Main kya kahu, jo tu hi sunega

Ho tum dur, par rasta khulega

Jaage rahu, teri rah dekh

Badalon mein ek dhokha milega

Jhokha hawa ka chal de kahi

Door ye kismat atki rahi

Hona na ghum na hota yaakeen

Uthke dekhu, hai ya nahi

Likhu jo main sach, inki ankhiya na khuldi

Mere sar ki chhat, inki gaaliyon mein udti

Karta jo bhi mehat, merbhaniya hi dikhti

Mehmani jhooti

Nigrani nahi rukti

Main bhi manav, nahi jaane mere danav

Gandhi ji ke teen vanaar, band karlo mere kaan ab

Apne muh ki mat maan ab, jaanu saare tere sadhaan

Ankho se karte baatein, inki ankhein kabristan ab

Kitna kuch hai bigda banke

Hume uspe case hai karne

Ik lawyer to arzi dede

Ya fir Judge jo parchi dede

Mai kya koi shatru tera

Maya kaisi

Kaisi rooprekha

Baalak kya mai dusre ka

Haath na aise chodo mera

Ghutne pe hai ab nahi chalna

Mera bhi to safar hai na

Humpe bhi to nazre hai na

Kidhar hai meri promised Cinderella

Kabtak melo me ghumunga yuhi akela

Mai dhundu aakash me

Taare kaha hai

La mujhko pata do

Jiska jaha hai

Mai dhundu aakash me

Taare kaha hai

La mujhko pata do

Jiska jaha hai

Aakash oleh J Block/faizan/AKX - Lirik & Cover