ruuth ke hum se kaheen jab chale jaaoge tum

ye naa sochaa tha kabhi itane yaad aaoge tum

ruuth ke hum se kaheen
main to naa chalaa tha do kadam bhee tum bin
ho phir bhee mera bachapan yahi samajha har din
chhod ke muje bhala ab kahaan jaaoge tum
chhod ke muje bhala ab kahaan jaaoge tum
ye naa sochaa tha kabhi itane yaad aaoge tum
ruuth ke hum se kaheen jab chale jaaoge tum
ruuth ke hum se kaheen
baathon kabhi haathon se bhee maaraa hai tumhen
ho sada yahi kah ke hee pukaaraa hai tumhen
kya kar loge mera jo bighad jaaoge tum
kya kar loge mera jo bighad jaaoge tum
ye naa sochaa tha kabhi itane yaad aaoge tum
ruuth ke hum se kaheen jab chale jaaoge tum
ruuth ke hum se kaheen
dekho mere ansu yaheen karte hain pukaar
ho aao chale aao mere bhai mere yaar
pochhne ansu mere kya nahin aaoge tum