Chand sitare phool aur khushbo
Chand sitare phool aur khushbo
Ye to sare purane hain
Taza taza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Hmm mm hmm mm hmm
Hmm mm hmm mmh hmm
Are kali ghataye barkha sawan hoo...
Kali ghataye barkha sawan
Ye to sab afsane hain
Taza taza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Hmm mm hmm mm hmm
Hmm mm hmm mm hmm
Andaz hai uske naye naye
Hai naya naya deewanapan
Andaz hai uske naye naye
Hai naya naya deewanapan
Pehnane taj jawaani ka
Hanske laut gaya bachpan
Geet ghazal sab kal ki batein ho...
Geet ghazal sab kal ki batein
Uske naye tarane hain
Taza taza kali khili hai
Hum uske deewane hain
Hmm mm...
hoo oo...
Hmm mm...
hoo oo...
Hmm mm hmm mmm..
La la la la..
La la la la..