(F)-Waada Karle Sajana
Waada Karle Sajana
Tere Bina Mai Na Rahun
Mere Bina Tu Na Rahe Ho ke Juda
(M)-Ye Waada Raha
Na Honge Juda
Ye Waada Raha
(F)-Waada Karle Sajana
Tere Bina Mai Na Rahun
Mere Bina Tu Na Rahe Ho ke Juda
(M)-Ye Waada Raha
(B)-Na Honge Juda
Ye Waada Raha
*******************************
(F)-Mai Dhadkan Tu Dil Hai Piya
Mai Baati Tu Mera Diya
Hum Pyar Ki Jyot Jalayen
Hum Pyar Ki Jyot Jalayen
(M)-Mai Rahi Meri Manzil He Tu
Mai Hun Laher Aur Saahil He Tu
Jiban Bhar Saath Nibhayen
Jiban Bhar Saath Nibhayen
(F)-Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
(M)-Waada Karle Janejaan
Tere Bina Mai Na Rahun
Mere Bina Tu Na Rahe Ho ke Juda
(F)-Ye Waada Raha
(B)-Na Honge Juda
Ye Waada Raha
*******************************
(M)-Jab Se Mujhe Tera Pyar Mila
Apani To He Bas Yahin Duwaa
Har Janam Yun Milke Rahenge
Har Janam Yun Milke Rahenge
(F)-Sundar Sa Ho Apana Jahan
Pyar Apana Rahe Sada Jawan
Hum Sukh Dukha Milke Sahenge
Hum Sukh Dukha Milke Sahenge
(M)-Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
(F)-Waada Karle Sajana
Tere Bina Mai Na Rahun
Mere Bina Tu Na Rahe Ho ke Juda
(B)-Ye Waada Raha
Na Honge Juda
Ye Waada Raha