Koshish karke dekh lay
Dariya saaray
Nadiyaan saari
Dil kii lagi nahi bujhti
Bujhti hai har chingaari
Lata Mangeshkar
HmmmmmHmm
AaaAaa
AaaaAaaa
Sola baras kii
Sola baras ki
Baali umar ko salaam
Aye pyaar teri
Pehli nazarr ko salaam
Salaaam Aye pyaar teri
Pehli nazar ko salaam
Duniya mein
Sabse pehle
Jisne ye dill diyaa
Duniyaa ke
Sabse pehle
Dilbar ko salaam
Dil se nikalne waale
Raste ka shukriyaa dil tak
Pohachne waali dagar
Ko salam Aye pyaar teri
Pehli nazar ko salaam
Salaaam Aye pyaar teri
Pehli nazar ko salaam
Jisme jawaan hokar
Badnaaam hum huye
Jisme jawaan hokar
Badnaaam hum huye
Uus sheher
Uus gali
Uus ghar ko salaam
Jisne hamen milayaaa
Jisne juda kiyaa
Uus waqt
Uus ghadi
Uss peher ko salaam
Aye pyar teri
Pehli nazar ko salaaam
Salaam Aye pyar teri
Pehli nazar ko salaam
Interlude
Milte rahen yahan hum
Yeh hai yahan likhaa
Iss likhavat ki
Zer-o-zabar ko salaam
Sahil ki rait par yun
Lehera uthaa ye dil
Saagar mein uthne waali
Har leher ko salaam
Inn mast gehri gehri
Aankhon ki jheel mein
Jisne hamen duboyaa
Uus bhanwar ko salaam
Ghungat ko tod kar jo
Sar se sarak gayii
Aisi Nigodi dhaani chunar
Ko salaam
Ulfat ke dushmano nay..
Ulfat ke dushmano nay
Koshish hazar kii
Phir bhii
Nahi jhuki jo
Uus nazar ko salaam
Aye pyar teri
Pehli nazar ko salaaam
Salaam Aye pyar teri
Pehli nazar ko salaam
Solah baras ki
Bali umar ko salaam
Aye pyaar teriii
Pehli nazar ko salaam
Salaaam Aye pyar teri
Pehli nazar ko salaam