Kabeer HOOK
isha ishara to samjho mera
isha ishara to samjho
isha ishara to samjho mera
isha ishara to samjho
Kabeer VERSE
wo zara apsara si paini aankhe humpe nazre daali
aura hai mesmerizing resham ki si zulfe saari
hua ye pehli baari to mai dekhu hote chaalbaazi
aashiq banke din bitade sarpe hai ye jaalsaazi
uske fan hai taare par bechaare ye na jaane
wo humpe fida hai money lutaye bheje gaane
wo raate banaye hum dewaane ghar tak laye
man ko sajaye jab uski khusboo aaye
ungli thaame isha chuppi saadhe jhukti saanse
unke khat ko pooje photo choome hum zajbaati
karti aanakaani chede mujhko ulti baate
hai wo na sharmaati top ko khole bulaf bhujake
isha heaven dikhade sarpe chaand ghumade
karke naye kasme vaade ye sab filmy si baate
pehle mushkil thi neende ab halki lagti raate
uski lambai humne apne hoto se naapi
Kabeer HOOK
isha ishara to samjho mera
isha ishara to samjho
isha ishara to samjho mera
isha ishara to samjho
Faizan VERSE
Ishaare mere samjhe nahi kyu
Thodi mehnat tum bhi karlo
Kaha se lau sar pe zameen
Jab sehmat na Tera man ho
Nazaare tere mujhse mile to
Thodi rehmat hum pe karlo
Rakhunga mai bhi sar ye vahi
Jaha qismat me tera dil ho
Yaha se waha
Basi teri khushboo
Jaha se taha
Dikhe bas tu hi tu
Kaha se kaha
Bhatke ye meri rooh
Mera Ishara to samjho