menu-iconlogo
huatong
huatong
maahi-meri-kya-khata-cover-image

Meri Kya Khata

Maahihuatong
pepetanpihuatong
Lirik
Rekaman
Tu jaane na, tu mera bas mera

Hai aaj bhi dil mein chehra tera

Naa dekhein aankhein koi aur, sooni hai yeh tere bina

Qasmein thi, waade the kiye, naa jaana tu kyun badla

Dooba-dooba jaane kyun main hoon

Jo bhi hain gham saare, has ke main seh loon

Yeh bata, kya hai meri khata?

Yaadon mein rehte hain tere hi qisse

Baatein adhuri, baaqi hain tujhse

Yeh bata, kya hai meri khata?

Oh, oh, ho, oh

Meri kya khata?

Oh, oh, ho, oh

Kya meri hai khata?

Ek baar apna pata de

Aaunga tu hai jahaan pe

Poochunga kuch bhi nahi main

Ek baar chehra dikha de

Tu rooh meri, tu jaan bhi

Tu thi kabhi aaram si

Dooba-dooba jaane kyun main hoon

Jo bhi hain gham saare, has ke main seh loon

Yeh bata, kya hai meri khata?

Yaadon mein rehte hain tere hi qisse

Baatein adhuri, baaqi hain tujhse

Yeh bata, kya hai meri khata?

Oh, oh, ho, oh

Meri kya khata?

Oh, oh, ho, oh

Dooba-dooba jaane kyun main hoon

Jo bhi hain gham saare, has ke main seh loon

Yeh bata, kya hai meri khata?

Selengkapnya dari Maahi

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai