menu-iconlogo
logo

Yaara

logo
Lirik
..............

Main chaahun tujhe

Kisi aur ko tu chaahe yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

...........

Jab sochun tujhe sochun

Yehi kaam karte hai

Aaye jo tujhe hichki

Hum yaad karte hain

Tere door jaane se

Din raat darte hain

Tere door jaane se

Din raat darte hain

Main sochun tujhe

Kisi aur ko tu soche yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

...............

Keh diya sab kuchh par kuchh to baaki hai

Mujhko to teri ik nazar hi kaafi hai

Jismein hai tu raazi usmein hi main raazi

Jismein ho tu raazi usmein hi main raazi

Main dekhun tujhe

Kisi aur ko tu dekhe yaara

Ab pyar nahi hoga humse phir dobara

Pyar karun main yaar tujhe enna saara

Ek janam hai kya

Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Dua mein tujhe yaad karte hain

Sau sau baar karte hain

Mile har janam tu hi humko

Yehi fariyad karte hain

Yaara oleh Mamata sharma - Lirik & Cover