menu-iconlogo
logo

Koi Pyar Ki Dekhe Jadugari

logo
Lirik
Both:Koyi Pyaar Ki Dekhe Jaadugari

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabzpari

Koyi Pyaar Ki Dekhe Jaadugari

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabzpari

L:Dar Aaj Nahin Hai Qaatil Ka

Aasan Hai Rasta

Manzil Kaa aa Aa Aa Aaaaa

R: Aa Aa Aa Aa Aaaaa

L:Dar Aaj Nahin Hai Qaatil Ka

Aasan Hai Rasta Manzil Ka

R:Nainon Mein Naya Ik Sapna Hai

Ab Sara Zamana Apna Hai

L: Aa Aa Aa Aa aaaaa

R:Nainon Mein Naya Ik Sapna Hai

Ab Sara Zamana Apna Hai

Both: Aa Aa Aa Aa Aaaaa

Duniyaa Hai Hamaari Pyaar Bhari

Duniyaa Hai Hamaari Pyaar Bhari

Koyi Pyaar Ki Dekhe Jaadugari

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabzpari

L:Ham Pyaar Ke Panchhi Mastaane

Koyi Rang Hamaare Kya Jaane

R: Aa Aa Aa Aaaaaa

L:Ham Pyaar Ke Panchhi Mastaane

Koyi Rang Hamaare Kya Jaane

R:Nahin Ek Thikana Jeevan Mein

Kal Qaid Mein The Ab Gulshan Mein

L: Aa Aa Aa Aaaaaa

R:Nahin Ek Thikana Jeevan Mein

Kal Qaid Mein The Ab Gulshan Mein

Both:Aa Aa Aa Aaa Aaaaa

Taqdeer Ki Hai Sab Kaarigari

Taqdeer Ki Hai Sab Kaarigari

Koyi Pyaar Ki Dekhe Jaadugari

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabzpari

Koyi Pyaar Ki Dekhe Jaadugari

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabzpari