Jaana zindagi se na jana
Singer:Nazia Hasan and Zoheb Hasan
(M) Jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana
loot na jaye kahi
(F) Jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein
hain jab tak zameen
(F) Duniya sari dekar lelu
main tera pyar,yeh pyar
(M) Saathi ho jo tere jaisa
kya karna sansar, sansar
zameen hain kya jo tu kahe
main chand pe
tere saath chal raho
(F) Jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana
loot na jaye kahi
(M) Jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein
hain jab tak zameen
(F) Mere jeevan main tere
geeton ki jhankar, jhankar
(M) Tere sang main angaron
par chalne ko tayyar, tayyar
tum dur ho hazar gum
tum pass ho
to mujhe hai khushi
(F) Jaana
(M F) Jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
Ho o jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein
hain jab tak zameen
(M) jaana
(F) jaana
(M) jaana
Thank You