Lapata, hain ek chehra woh hasi
Dhundata, hai dil usko har kahi
Neendo mein
Jo dekhu woh hai khwab tuhi
Chal raha, mera ye safar kahi
Waqt bhi, thehra hai mera wahi
Aankhon mein
Khwabon ke siva kuch bhi nahi
Ek hi hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh darmiyan
Ho jaye fasale kuch toh kam
Ek hi hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh darmiyan
Ho jaye fasale kuch toh kam
Na jane kis kalamse
Likhdi khuda ne aisi
Ruthi hui meri taqdeer bhi
Duniya ki bheed mein jab
Dhunde use nigahe
Milti nahi kyun uski tasveer bhi
Na jane kis kalamse
Likhdi khuda ne aisi
Ruthi hui meri taqdeer bhi
Duniya ki bheed mein jab
Dhunde use nigahe
Milti nahi kyun uski tasveer bhi
Hai, ab to koshishe yahi
Ho, puri khwahishe sabhi
Saanso ko
Mil jaaye teri khushboo kabhi
Ek hi hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh darmiyan
Ho jaye fasale kuch toh kam
Ek hi hai dua
Usi ki raaho pe chalde yeh kadam
Hai jo yeh darmiyan
Ho jaye fasale kuch toh kam