Yeh sama sama hai ye pyar ka
Kisi ke intzaar ka
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahaar ka
Yeh sama sama hai ye pyar ka
Kisi ke intzaar ka
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahaar ka
Yeh Sama
Basne lage aakhon mein
Kuchh aise sapne
Basne lage aakhon mein
Kuchh aise sapne
Koyi bulaye jaise
Naino se apne naino se apne
Yeh sama sama hai deedar ka
Kisi ke intzaar ka
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahaar ka
Yeh sama sama hai ikraar ka
Kisi ke intzaar ka
Dil na chura le kahin mera
Mausam bahaar ka