menu-iconlogo
huatong
huatong
Lirik
Rekaman
Dekh le jo ek pal tujhko

Dil toh mann-hi-mann mein khush ho jaaye, ho jaaye

Ishq ki khushboo lagti tu

Tere aane se mausam muskaaye, muskaaye

Tere sang saara yeh sheher

Aata kitna alag hai nazar

Wo hi raahein hain, nazaarein hain

Par lagte zyaada haseen

Tere sang saara yeh sheher

Aata kitna alag hai nazar

Tere aage dil meri bhi sunta nahi

Dil behkaaye

Haan, dil behkaaye

Dil behkaaye

Tu dil behkaaye, yeah, yeah

Behka

Behka

Ye jo dil hai, behka diya tune mil ke

"Baaton mein teri fisal gaye"

Duniya se kehta raha

Is dil me bas tera hi chehra raha

Ye jo dil hai, aa gaya hai tere til pe

Tu thehri reh, hum bhi nahi hilte

Main baitha raha

Tu kehti rahi, main sunta raha

Bas kehti reh, kehti reh, jaane ki baat na kar

Main gir jaaun na tanhaayi mein, tu haath pakad

Tere liye hain banjaare, teri baahon me hi ghar

Lage alag sa bada, jo na ho tu saath agar

Tere bin saara yeh sheher

Aata kitna alag hai nazar

Mujhko lagta hai, lagta hai

Main hoon hissa tera

Aur tere bin saara ye sheher

Aata kitna alag hai nazar

Tere jaate hi jaate dil nahi lagta mera

Dil behkaaye

Haan, dil behkaaye

Dil behkaaye

Tu dil behkaaye, yeah, yeah

Dil behkaaye

Haan, dil behkaaye

Dil behkaaye

Tu dil behkaaye, yeah, yeah

Dilbar, dil behka, dekh

Dilbar, dil behka, dekh

Dilbar, dil behka, dekh

Dil behkaaye

Tu dil behkaaye, yeah, yeah

Selengkapnya dari Paradox(พาราด็อกซ์)/Maahi

Lihat semualogo

Kamu Mungkin Menyukai