Kaabil nahi main jaana teri wafa ka
Ya tu mere mere wafa ke kaabil
Kaabil nahi main jaana teri wafa ka
Ya tu mere mere wafa ke kaabil nahi
Likhta hun gham main saare teri wafa ke
Kya tere gham me main hun shaamil nahi
Kaabil nahi main jaana teri wafa ka
Ya tu mere mere wafa ke kaabil nahi
Chahe jitni daga dedo
Suno jaana mera dil dedo
Benakab tu saamne khadi
Ankhon se apni saza lelo
Likha maine tujhe saato rango se
Par tujhe likha bhaya na mera
Log kehte tu safed rang si
Par fareb hai shi rang tera
Dhal rhi hai ye shaamein
Tere mere wafa ke
Bhikhar gye hai sapne
Tute hai har waade tere
Chahe tu dur ab rhe
Mere sehar aur nazaro se
Saza qubool hai mujhe
Amar rahega nagmo mein
Nagmo mein
Andhere aa rhe hai shaamein chura ke
Andhero me dikhega tu bhi nahi
Kaabil nahi main jaana teri wafa ka
Ya tu mere wafa ke kaabil
Aa firse raaton me mile
Aa firse baahon me ghule
Dil hai ye kitno me bate
Kitne hai aashq aur kitne hai ghamsile
Dilkash na bhaati ab teri
Viraana har din ab mera
Sajdo mein tuhi hai meri
Qaza mile mujhe tere pyaar ka
Aankhon me aashk hai bhare
Tere diye har zakhmo ke
Aa firse chhum le mujhe
Mujhme kuch na bacha mera
Kaabil nahi main jaana teri wafa ka
Ya tu mere wafa ke kaabil
Likhta hun gham main saare tere wafa ke
Kya tere gham me main hun shaamil